Mukhda
E Jindegi...
tu chhupja
yahin kahin(2 times).
Tujhe pane
keliye
jaan bhi dena padsakta he.
1st Antara
Tu kabhi parindon ki
pith pe sabar hoke
badolon mein gum ja.
Tu kabhi hasta hua
mausam ko rula dean.
Tu ekbar
behti dhara banja nadiki
Tu ekbar phulon ki
khusbu banja.
Tujhe pane keliye
jagse bhid jaunga.
E jindegi.... Tuchhup jaaa...
2nd Antara
Tu kabhi asmaa se
utarke khusi bantle.
Tu kabhi shaam ki
andhera mein diya jala de.
Tu ekbaar behti hawa ki
josh banja.
Tu ekbaar Manmaad ki
Mansoon banja
Tujhe pane keliye
chehe jitna mein gir sakta hun.
E Jindegi...
tu chhupja
yahin kahin(2 times).
Tujhe pane
keliye
jaan bhi dena padsakta he.
1st Antara
Tu kabhi parindon ki
pith pe sabar hoke
badolon mein gum ja.
Tu kabhi hasta hua
mausam ko rula dean.
Tu ekbar
behti dhara banja nadiki
Tu ekbar phulon ki
khusbu banja.
Tujhe pane keliye
jagse bhid jaunga.
E jindegi.... Tuchhup jaaa...
2nd Antara
Tu kabhi asmaa se
utarke khusi bantle.
Tu kabhi shaam ki
andhera mein diya jala de.
Tu ekbaar behti hawa ki
josh banja.
Tu ekbaar Manmaad ki
Mansoon banja
Tujhe pane keliye
chehe jitna mein gir sakta hun.
No comments:
Post a Comment